
Kuchh bhi ho jaye Lyrics Song Credits
Song Title: Kuchh bhi ho jaye
Singer: B Praak
Music: B Praak
Lyrics: Jaani
Kuchh bhi ho jaye Lyrics
Main barish ka mausam hun
Tujhe ek din bhaunga
Ho do din deke khushiyaan
Hashar tak le aaunga
Main barish ka mausam hun
Mera aitbar na karna
Kuchh bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyaar na karna
Ho akhiyan hogi teri
Phir paani ka jharna
Kuchh bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Aaa… Wooo..
Aaa… Wooo..
Tumne sudhara tha
Tumne bigada hai
Tumne kiya jo kiya
Hum to kabhi na the yun bewafa
Par tune bana diya
Tumne sudhara tha
Tumne bigada hai
Tumne kiya jo kiya
Hum to kabhi na the yun bewafa
Par tune bana diya
Ho jaani kolon dur rah tainu samjhawan
Mera ki pata main kal mar jawan
Ho jaani Chhod chuka hai
Ab to maut se darna
Kuchh bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Ho akhiyaan hongi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Main itna badal chuka hun sanam
Tujhse judaiyan kar ke
Ke ab maza aane laga hai mujhe
Bewafaiyan kar ke
Main itna badal chuka hun sanam
Tujhse judaiyan kar ke
Ke ab maza ane laga hai mujhe
Bewafaiyan kar ke
Soch tere bare junun mil jaata hai
Chhod kisi ko sukun mil jata hai
Ho pata nahi kab kiski
Hai bahon me marna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Ho akhiyan hongi teri
Phir paani ka jharna
Kuchh bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna